19 April, 2024


Shareh Bukhari Dar-ul-Ifta Al Jamiat-ul-Ashrafia, Mubarakpur Azamgarh U.P India


khudgharz shaks jo momin hai allah ke rasul sallallaho alaihe wasallam ka uske bare me kya irshad hai.kya aise shaks ke sath ehsan karna chahiye. bayan farmayein. bahut mehrabani hogi faqat kashif raza

Fatwa # 88

kya farmate hain ulmae deen ke ek shaks jo musalman hai magar khudgharz hai.kya uske sath husne suluk kiya jaega. bayan farmaein nawazish hogi

Fatwa # 107

Assalamoalaikum.... Zaid kahta hai k majburi ki halat me khade hokar peshab karna jaez hai or daleel me ek hadees pesh karta hai k ek martaba aap sallalahu alaihe wa sallam kure karkat k pas tashreef laye aur khade hokar estenja farmaya to sawal ye h k kya ye hadees sahi h or kon si kitab me hai baraye meharbani sahi jawab enyat farmayeen shukria

Fatwa # 212

Copyright @ 2017. Al Jamiatul Ashrafia

All rights reserved