ASSALAMUWALAIKUM
Hamare yahan awam mai yea mashur hogaya hai ki wahabi kaa zibah kiya hua gosh kha sakte hai kyuki har wahabi khula gustak nahi hai aur wo wahabi jamat mai rehta hai lekin dargah,milad,fateha, gyarvishareef sab karta. kya yea sulahe kulli hai. kya aison kaa zibah kiya hua gosh kha sakte hai?